Google Par Website/Blog Ki Ranking Kaise Check Kare Full Guid

Hello Blogger,Aaj ham is topic me aapko batane wale hai Google par Apni Website/blog Ki Ranking kaise check karte hai.Ham blog ki ranking ke liye kya kuch nhi kate hai.Jab blogger blogging ko start karta hai tab uske dimag me hamesa apne blog website ka rank hota hai,uske man me hamesa ek he baat chalti hai ham apne wbsite ko google search me top tank par kaise laye.Bhut sare new blogger Is kosis me lag jate hai,Par koi koi blogger hota hai jo is sab me success ho pate hai.
Website-Ki-Ranking Kaise-Check-Kare
Google Par Blog/Website Ki Ranking Kaise Check Kare

 Google Par Website (blog) Ki ''Ranking'' ko badhane ke liye hame bhut sara mehnat karna hota hai.Google par hame apne blog ki ranking me check ko badhne ke liye sabse phle hame apne vistor ki man ki bat ko jan hota hai,Vistor ko kya pasand hai.Ham google Analaysis se pata kar sakte hai ki vistor hamare site par google me kya search kar Aaya hai.Ham us topic par post likh kar Aapne Website/blog Ko Google search me first page par la sakte ha.Iske liye hame Apne blog ki Google ranking check karna bhut jaruri hota hai.To chaliye dekhte hai Google par website ki ranking kaise pata karte hai.

Google Par Blog Ki Ranking Kaise Pata Kare

Ham apni blog ki ranking ko google search console se pata kar sakte hai.Iske liye aapke blog ko google search console me submit karna jaruri hai.To chaliye aap hamari kuch step ko follow kare.

step 1. Sabse Phle aap google search console me login kare.

step 2. Ab Aap apni site ki URL Par Click Kare.

step 3. Ab Right side me search traffic par click kare,Uske bad Analaysis par click kare.



Website-Ki-Ranking Kaise-Check-Kare





 *Blog/Website Ka Backlink Kaise Check Kare

*Blog/Website Ki Loading Speed Kaise Check Kare 

Imge Ko Follow Karte Huye.

  
1.Click- 
Click ka option par click karte he aapke site me kitne vistor Aaye hai.Yaha par aapko sari information mil jayegi.

  2. Queries-  

 Is Option par click kar aap apne blog ki data ranking ko check kar sakte hai.Yha se aap check kar sakte hai Aapke blog par kitne log search engine se Aarahe hai.

3. Page-

 Page par click karte hai Aap pata kar sakte hai Aapke blog ki kon sa post par google search engine se traffic Aayi hai.

4. Countries-  

Is Option par click kar Aap ye pata kar sakte hai Ki Aapke blog par kon sa desh se log Aarhe hai.

5. Devices- 

 Is option me Aap dekh sakte hai aapke blog ko kis devices me khola gya hai Mobile,Latop,tablet etc.

6.Search-

 Type- Is Option Me aap pata kar sakte hai ki vistor aapki site par google me kya search kar Aate hai.

7. Dates-  

Yha par Aap day ke hisab se Aap vistor Ko check Kar sakte hai.

8. Totals & Averages- Yaha par Aap apni site ke click,Impression,CTR Position Avereges dekh sakte hai.


*Blog Post Me Social Share Button Kaise Lagaye

9. Queties-

 Is option me google search me search kiya gya topic show hota hai,Ye bhut he impoternt hai janna.Yaha Aap dekh sakte hai aapke blog par kon sa topic se vistor Aate hai,Jisse aapko new post likhne me madad milegi.

10. Click- 

yaha par aap dekh sakte hai ki kis topic par click kar ke kitne visiter aapki site par aaye hai


 11. Impression-
 Yha par aap pata kar sakte hai kis topic par kitne impression hai.Yha par Aap pata kar sakte hai kon sa topic par aapki site search enginge me show hoti hai.
  
12. CTR- 
  
Yaha par Aap pata kar sakte hai Ki Jab aapka blog google search engine me show karta hai tab vistor Aapke blog ki link par kitne bar click karte hai.

13. Possion- 

 Google Search engine me aapki site ki kya possion hai aap yaha se pata kar sakte hai.Aap ki site ka link google me kis possion par show hota hai aap yaha se check kar sakte hai.




*Blog Post Me Text Box Or Text Area Kaise Lagaye
 
I hope Aap Apni blog ka google ranking check kar liye ho.Ab aap Acche se samjh gye honge Google par hamare blog ki kya rank hai.Agr aapko meri post pasand Aayi ho to hame comment karke jarur bataye.

1 Comments

Previous Post Next Post

Contact Form