Kya Aap Google Adsense Ka Payee Name Aur Payment Adress Change Karna Chahte Hai? ham Aapko Google Adsense account ke bare me bhut he importent jankari dene wale hai.Is post me ham aapko batane wale hai ''Google Adsense Ka Payee Name Aur Payment Adress Kaise Change Kare''.Aap sabhi jante hai google adsense sabse populer ads network hai jo hame Sabhi ads compney se jada paysa deti hai.Sabhi blogger blogging start karne ke bad sabhi blogger adsense account jaldi aprrove kaise kare ye socte hai.Jo blogger adsense use karte hai wo aacha paisa bhi kama rahe hai.
jab koi new blogger adsense par apna account banate hai,Tb use ye pata nhi hota hai ki ham jo bhi adress aur payee name/payment adress adsense par dete hai google adsense hame usi he information par paymemt pahuchati hai.Bhut sare blogger jab adsense account banate wakt use ye nhi pata hota hai vo koi apna galat name wala add kar dete hai,jis karun use adsense payment nhi karti hai.Google adsense account banate time hame apne bank account ke name se apna adsense account banana chaiye.
Google Adsense Payment Adress Change Ham Kar sakte hai google adsense ko isse koi problem nhi hoti hai.Agar aap bar bar google adsense ka payee name our payment adress change karte hai to isse aapke adsense account ko problem ho sakti hai.To chaliye agr aap bhi galti se apna payee name or payment adress ko change karna chahte hai to aap hamari kuch step ko follow kare
Google Adsense Ka Payee Name Aur Payment Adress Kaise Change Kare
Google adsense phle payee name aur payment adress change karne ke liye allow nhi karti thi.Bht ab aap apna payment adress or payee name change kar sakte hai To chaliye aage dekhte hai adsense ka payee name aur payment adress ko kaise change karte hai.
step 1.Sabse phle aap adsense.com se apna adsense account me login kare.
Step 2.Adsense me login karne ke bad aap side me green icon par click kare.
step 3.Ab ek menu open hoga jisme payment par click kare.
step 4.Ab left side me payee profile par click kare.
step 5.Ab aapko payee profile ke samne edit ka option milega uspar click kare.(Edit avlabile hai to aap change kar sakte hai nhi to nhi)
Step 6.Ab aapke samne payee name or payment adress change karne ke from khul jayega.Aap niche dekh sakte hai.
*Google Adsense Ke Liye Kab Aplly Kare
*Google Adsense Account Kaise Banaye
*Google Adsense Par Ads Kaise Banaye
* Computer/Laptop Ka Processer Name Kaise Change Kare
1.Yha par aap apna country select kare.
2.Yha par apna name dale (jisse aapka bank account ho)
3.Yaha par aap apna adress dale.
4.Yha par aap apna city ka name inter kare.
5.Apna pin code yaha par dale.
6.Yha par aap apna state select kare.
7.At last save ki button par click kare.
Ab aapka payee name aur payment adress change ho chuka hai.India me bhut sare jagah par payee name or payment adress change karna avlabile nhi hai.Agr aapko Ye post psand aayi ho to hame jarur bataye. Or Agr aapko is post me kahi bhi koi problem ho rahi hai to aap hame comment karke jarur puche.
Read.*Google Adsense Par Link Ads Kaise Banaye
* Blog Post Ke Permalink Ko Kaise Change Kare
* Blogger Template Ke Zip File Ko Xml Me Kaise Badle/Convert Kare
* Blog Post Ko Google Search Me Top Rank Par Kaise Banaye Rakhe
Tags
Adsense