Bootable Pen Drive Kaise Banaye Step By Step Guide


Kya Aap Janna Chahte Hai Bootable Pendrive Kaise Banaye(How To Create Bootable Pendrive)?Aaj ham aapko Is post me batane wale hai ''Bootable Pen Drive Kaise Banate hai''.Aap sabhi opreting system window 7,8,10 Ke liye Bootable pen drive Create Kar sakte hai.Jab hamare laptop ya computer me virus Aajata hai to us virus ke karun hamare system ko kafi paresani hoti hai,system kafi slow ho jata hai.Slow ho jane ke karun hame apne system ko formate karna padhta hai,System ko formate karne ke liye hamare pass window ki CD/DVD honi chahiye.

Bootable-Pen-Drive-Kaise-Banaye

PenDrive Ko Bootable Kaise Banaye Iska Tarika Bhut He Easy hai.Bootable Pendrive Banane Ke Liye Bas Aapke Pass Window ki Iso File Hona Bhut He Jaruri Hai.Agar Aapke Pass Iso File Hai To Aap Apne Pendrive Bootable/Pendrive Me Window Install Kar Sakte Hai.Jis Log ke pass window ki Cd nhi hoti hai vo log Apne laptop par window install nhi kar pate hai.To mai un logo ke liye ye post khas taur par likha hu.Is post ko read kar aap apne pen drive ko bootable bana kar apne pc par window ko install kar sakte hai.To chaliye dekhte hai Pen Drive Ko Bootable Kaise Banaye.

Bootable Pen Drive Banane Ke Liye Kya-Kya Jaruri Hoti Hai

1. 4GB/8GB Pen Drive

2. Window Ki ISO File (Agr aapke pass Window 7,8,10 Ki Iso File Nhi Hai to aap ise internet se download kar sakte hai.


3. Rufus Software


 Mehord 1

Rufus Se Bootable Pen Drive Kaise Banaye (How To Create Bootable Pen Drive Using Rufus)

Bootable Pen Drive Banane ke liye aap hamari kuch step ko follow kare,Ye kafi easy hai.

step 1. Sabse pahle aap Rufus Software Ko Download kare.



step 2. Software ko download karne ke bad ise install kar open kare.

step 3. Open karne ke bad aap Pen Drive ko apne computer me dale.

step 4. Ab aap  click to select an image par click karna hai.
Bootable-Pen-Drive-Kaise-Banaye

step 5. Ab aap apne computer ke drive me jakar Window Ki ''Iso File'' Ko Select Kare.

step 6. Last me start ki button par click kare,Ab aapka pen drive boot hona start ho jayega.


* PenDrive Ko Multi Bootable Kaise Banaye


Bootable CD/DVD Disc Kaise Banaye

* Computer Software Ka Serial Key (Product Key) Kaise Pata Kare


Methord 2

WinToBootic Se PenDrive Ko Bootable Kaise Banaye (How To Create Bootable PenDrive Using WinToBootic)

WintoBootic Se PenDrive Ko Bootable Banane Ke Liye Sabse Pahle Aap Wintobootic Software Ko Download Kare.

Step 1. WintoBootic Download Hone ke Bad Computer Par Open Kare.

Bootable-PenDrive-Kaise-Banaye
1. Iso File Select Kare.

2. Quick Formate Par Click Kare.

3. Go It Ki button par click kare.

Step 2. Ab Aapke Pendrive Me Window Install Hona Start Ho gaya Hai.

Bootable-PenDrive-Kaise-Banaye
Step 3. Jab Aapke Pendrive Me Sucessfully Window Install Ho (PenDrive Bootable) Ho Jaye To Aapko Kuch Is Tarah Ka Dikhgega Jaisa Aap Niche Dekh Rahe Hai.

Bootable-PenDrive-Kaise-Banaye

To Is Tarah Aapko Jo Accha Lage Aap Kisi Bhi Tarika Ko Follow Kar Pendrive Ko Bootable bana Sakte Hai.

* YouTube Par Creative Commons Video Kaise Upload Kare

* Computer/Laptop Ka Processer Name Kaise Change Kare

* PenDrive Me File Hide Unhide Virus Problem Kaise Thik Kare


I Hope Dosto Aapko Meri Post Jarur Pasand Aayi Hogi.Agar Aapko Meri Post Pasand Aayi To Hame Comment Kar Jarur Bataye.Aapko Meri Post Me Kahi koi Problem Ho To Hame Comment Kar Jarur Bataye.

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form