Google Adsense Ka Adress (Pin) Verify Kaise Kare


Hello dosto,Aaj ham aapko is post me batane wale hai ''Google Adsense Ka Adress Pin Verify Kaise Karte Hai''.Google adsense adress verify karna bhut he jauri hota hai agr ham adsense ka adress pin verify nhi karte hai tab tak adsense se payent nhi kar sakte hai.Jab ham adsense me 10$ kama lete hai tab adsense hame apne adress par pin verification karne ke liye notification deta hai.To chaliye dekhte hai adsense adress pin verify kaise kare.
Adsense-Ka-Adress-Pin-Verify-Kaise-Kare

Google Adsense Ka Adress Pin Verify Kaise Kare

jaisa ki maine aapko upar bhi bataya hai jab ham google adsense se 10$ ki income kar lete hai tab  adsense hame ek notification send karta hai.

Your Payments are currently on hold because you have not verified your address.

Is Traha ka read colour ka message aapko adsense ke home page par show karega.To chaliye aage aap hamari step ko follow kare. 

step 1. Sabse pahle aap adsense.com se apna adsense account ko pen kare.



step 2. Ab aapke home par read colour ka message show karega jaisa ki aap niche dekh rahe hai.Aapko yaha action par click karna hai.

Adsense-Ka-Adress-Pin-Verify-Kaise-Kare



step 3. Action par click karne ke bad aapke post ka 7 Din ke andar adsense ka letter pahuch jayega.


Adsense ka letter pahuchne me one month bhi lag sakta hai ye aapke location par dipend karta hai.Agr aapko meri post pasand Aayi ho to hame comment karke jarur bataye.



Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form