YouTube Channel Par Subscribers Kaise Badhaye 7 Best Tips

Youtube Channel Par Subscribers Kaise badhaye iske bare me is post me ham aapko batane wale hai.Youtube par agr aapka koi bhi channel hai to aapko apne youtube channel par view ko increse karne ke liye sabse jada importent hota hai jada se jada youtube cubscribers ka hona.Agr aapke youtube channel par 1000 subscribers ka to aap Aaram se apne video par 1000 view pa sakte hai our to or aap youtube search se bhi aapko view milegi.

YouTube-Channel-Par-Subscribers-Kaise-Badhaye

Youtube par lakho log apna video upload karte Hai,our usse paisa kama rahe hai.Aapne dekha hoga ki koi koi Aisa bhi youtube video hoga jo upload abhi kuch dher me ki gayi hogi or us video par view lakho ki sankhya me hoga,To mai bata du Aisa isliye hota hai kyu ki us youtube channel par jada subscribers hai.To chaliye dekhte hai Youtube Channel par subscribers kaise badhate hai.

YouTube Channel Par Subscribers Kaise Badhate Hai

Agr aapke pass youtube channel hai Agr aap apne Youtube channel ke subscribers ko badhana chahte hai to aap hamari kuch importent bato ko follow kare,Jisse aap apne youtube channel ke subscribers ko increse kar sakte hai.

1. Youtube Channel Ko Puri Tarah Complete Kare

Youtube channel ko puri taha complete karna bhut he jaruri hota hai isse aapke viewers ko aapke bare me puri jankari milegi.Aap apne youtube channel me Youtube banner,Video massage,Coustom link etc ko puri tarah complete kare.Jab koi bhi viewers aapke video ko dekhenge agr aapki video unhe pasand aayi to wo aapke bare me thori bhut jankari lena pasand karenge Or isse wo aapki channel ko jarur subscribe karenge.



2. Kam Se Kam 5 Min Ka Video Create Kare-

Kam se kam aap apne youtube channel par 5 min ka video ko upload kare.Isse kam ka karne par aapke video par adsense ka ads show bhut kam time tak hogi,Jisse aapki income nhi hogi.Aap 5 min ka intresting video banaye jisse logo ko kam time me aapka video pasand aaye.Isse wo log aapki channel ko subscribe karenge.

3. Video Edit Kar Fir Upload Kare-

Video ko upload karne se pahle video ko accha se edit kare.Video me agr koi bhi faltu part ho to use cut kare.Sabse jada importent eding hoti hai Aap jitna accha apne video ko edit karenge viewers aapke video ko jada pasand karenge.


Read *Video Editing Kaise Kare Puri Jankari
         

4. Video Ko Upload Karne Se Pahle Use Optimize Kare-


Youtube par video upload karne se pahle vide ke bare me discription add kare.Discription me video ke bare me likhe.Tag bhi use karna bhut jaruri hai.Agr aap is bato ko follow karte hai to isse koi bhi viewers youtube par aapke video se releted word search karega to aapki video use dikhgi.Jisse jisse viewers aapki video ko dekhne ke sath aapki channel ko subscribe karenge.

5. Video Par Subscribe Button Add Kare-


Youtube hame ek feature deta hai jo hai watermark ka jisse ham apni video me subscribe button ko aad kar sakte hai.Jisse koi log aapki video ko dekh rahe honge to video par ek subscribe button show karega,Viewers Agr us par click karte hai to direct aapke channel ko subscribe kar sakte hai.


6. Video Par Thumbnails Add Kare-


Video par Thumbnails ko add karne se aapka video dekhne me aacha lagta hai jisse viewers hamare blog ko jada pasand karte hai.Bhut sare log ise uhi ignor kar dete hai.Agr aap Thumbnalis video par lagate hai to video dekhne me ek accha look lagega or Aise video ko log jarur dekhte hai.

7. Video Ko Social Media Par Share Kare-


Youtube par video upload karne ke bad aap apni video ko social media par share kare.Aaj kal bhut sare log facebook par par day active hote hai,Or aap google plus par share bhi kare isse log aapke video ko dekhenge.Isse log aapki youtube channel ko subscribe kar sakte hai.


Read *YouTube Video Par View Badhane Ka 8 Tips


To dosto Ye kuch step hai jinse agr aap follow karte hai to aap apni youtube channel par subscribers ko badha sakte hai.Agr aapko meri post pasand aayi ho to hame comment karke jarur bataye.Our is post ko share bhi kare.


Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form