Window Defender Permanently Disable Kaise Kare


Hello Dosto,Aaj ham aapko is post me batane wale hai window defender permanently disable kaise kare.Aap sabhi log window 10 ka use kar chke honge.Microsoft ne sabhi user ke liye window 10 update karne ke liye bola gya hai.Abhi tak bhut sare use hai jisne apna pc ya laptop ko window 10 me update kar chuke hai.Window 10 window 8 se kafi alag hai or dekhne me bhi kafi accha hai.

window-Defender-Permanently-Disable-kaise-Kare
window-Defender-Permanently-Disable-kaise-Kare

Microsoft se window 10 ki starting meny bilkul alag diya gya hai.Isme microsoft assinstant cortana bhi install kiya gya hai.Iske sath aapko isme bhut sare feture milenge jo aapko kafi accha lagega.Jaisa ki aap log ko malu hoga microsoft apne sath ek in-buit secuity software '' window defender'' deta hai. window 10 me bhi window defender ka feture diya gya hai.

Bhut sare Aise log hote hai jinse window defender pasand nhi hai wo ise disable karna chahte hai.To mai un logo ko batana chahunga is post me window defender permanently disable kaise karte hai.

Window Defender Permanently Kaise Disable Karte Hai: Window 10/8.1/8 

To chaliye aap agr Window defendr ko Permanently disable karna chahte hai to aap hamari step ko acche se follow kare.


step 1. Sabse pahle aap apne computer Serch box me jae or waha ''Window Defender'' search kare.

step 2. Ab aap window defender ko open kare,Ab upar setting  hoga uspar click kare.
window-Defender-Permanently-Disable-kaise-Kare

step 3. Ab next page open hoga jaha par window defender ko permanetly off karne ka option hoga.
window-Defender-Permanently-Disable-kaise-Kare

step 4. Trun off par click kare,Yaha aap real Time Protection ko bhi aap off kare.


Read *Computer Ki Speed Kaise Fast Karte Hai


Ab aaapka Window defender off ho chuka hai ab aapko ise permanently disable karna padega.

#. Sabse pahle aap koi bhi antivirus ko apne computer me install kare.

# Antivirus install karne ke bad aap ise open kare.( Quick Heal Ko aap Install kare)

# Ab aapko security Protection Scanning ko turn off karna hai ise off kare.


Ab aapka window defender permanently disable ho chuka hai.To ummed karta hu dosto aap ye aache se jan chuke honge window defender ko permanently disable kaise karte hai.Agr aapko meri post pasand Aayi ho to hame comment karke jarur bataye.

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form