Hello dosto,Aaj ki post me ham aapko batane wale hai ''Idea Sim Me Free Internet'' Kaise Chalaye.Mai Isse pahle bhi aapke Sath bhut sare free internet tricks share kar chuka hu.Agr aapke pass idea ka sim hai to aap free me intrenet use kar sakte hai.Idea me free internet chalane ke liye aapko apna Android phone me Hammar VPN app ko download karna hai.
Idea Free Internet Tricks |
Ye tricks sirf Android mobile pae work karta hai.Aap apne mobile par Aaram se free 2g/3g speed se intrenet ka maza le sakte hai.to chaliye dekhte hai Idea sim me free internet chalate hai.
Idea Me Free Internet Kaise Use Kare 2g/3g Speed Se
idea me free internet chalane ke liye sabse pahle aapko google play store se ek app ko download karna hai jisme aapko login karna hai.Aap haari step ko follow kare.
Step 1. Sabse pahle aap Hammer VPN app ko download kare.( Download )
Step 2. App ko download hone ke bad ise install kar open kare.
Step 3. Open hone par aapko Lport Our Rport ki setting karna hai.
Step 4. Lport-53895 Our Rport- 0
Step 5. Ab aapko network protocol set karna hai aap ise UDP set kare.
Step 6. Ab aap free internet chala kar dekh sakte hai.Aap idea me free intrent use kar sakte hai.
Importent Bate..
* Aap Roj sirf 100 MB data he use kar sakte hai.
* Idea Free internet chalane ke liye aapke phone me 0 blance hona chahiye.
* Ye tricks sabhi location par kaam nhi karti hai.I hope aapke start me work kare.
To dosto,Is tarah aap mobile me free internet chala sakte hai.I hope dosto aapko meri post jarur pasand aayi hogi.Agr aapko meri post se jara bhi help mili to aap hame comment karke jarur bataye,Our is post ko apne friend ke sath Facebook,google plus par share bhi kare.