Mobile User Ke Liye Adsense Ad Placement Kaise Kare Full Guide


Aaj ham aapko batane wale hai mobile user ke liye adsense ad placement kaise karte hai.Adsense ads placement a matlv ye hua ki ham apne blog ya website par mobile ke jaiye aaye gye vistor ke liye ads kaha our kaise lagaye.Aaj ke daur me lagbhag 80% log mobile par he internet ka istmal karte hai.Labhag sabhi onilne marketing destop se jada mobile par he use hote hai.Aaj kal android mobile ke liye sabhi website ke liye ek android app banaya jata hai jisse  ham aasani se us app ka istmal ham apne android phone par kar sakte hai.

Adsense-Ads-Placement-Kaise-Kare

Mai aapko yaha mobile use ke liye adsense ad placemenet ke bare me batane ja raha hu.Aap mbile use ke liye ad ko acchi tarah placement kar aap adsense se accha paisa kama sakte hai.To chaliye dekhte hai Mobile user ke liye adsense ad placement kaise karte hai.


Mobile User Ke Liye Adsense Ad Placement Kaise Karte Hai

How To Optimize Adsense Ad Placement On Mobile User- Waise to mobile friendly adsense ka ad bhut sare log istmal karte hai.Google adsense me ham responsiv ad unit create kar ham apne blog/website par laga sakte hai.Responsive ad mobile user ke liye bhut he accha hota hai,Ye ad hamare mobile me acchi tarah fit ho jata hai.Jisse adsense par jada click mine ka clance hota hai our ham adsense se jaida paisa kama sakte hai.

Adsense ad placement ke bhut sare our bhi aise way hai jiske bare me ham aapko is post me batane wale hai jisse aap folow kare.

1 . Sidebar Me Ad Ka Use Kare

Sidebar me ad lagaye.Sidebar me ad lagakar ham apni adsense earning ko increase kar sakte hai.Aidebar ads mobile our destop dono me acchi tarah kaam karta hai.Lagbhag sabhi blogger apne blog ya website me sidebar ad ko lagaye huye hai.

Sidebar me ad lagane se mobile user us ad par jada click karte hai.Sidebar ads par click karne se uski cpc High hoti hai.Agr koi vistor hamare blog ke sidebar me lage ads par click karta hai to hamari earning jada hoti hai.


2.  Banner Ads Ka Use Kare
Agr aap soch rahe hai ki banner ads only desktop par he acchi tarah kam karta hai to aap ye galt hai.Aap mobile user ke liye bhi banner ad ka istmal kare.Aap  banner ad me 320*100 ad unit create kar banner ads me laga sakte hai.

Google adsense policy me bhi batay gya hai ki blog ya website me banner ads lagana bhut he accha hota hai.So mai bhi aapse yahi kahna chaunga aap apne blog me top par banner ad ka istmal jarur kare.

3. Responsive Ad Ka Istaml Kare-

 Mobile traffic ke liye sabse best way hai responsive ad ko lagana .Agr aapke blog par traffic mobile user se jada aati hai to aap apne blog par responsive ad ko lagaye.Responsive ad mobile ke screen ke anusar ad show karata hai.

Aap 320*250 size ka responsive ad ka use kar sakte hai.Aap responsive ad la istmal blog post ke bich me kar sakte hai.

4. Page Lavel Ad Use Kare-

Agr aapke blog par jada traffic mobile user se aati hai to aap apne blog par page lavel ad ko laga sakte hai.Agr koi bhi vistor aapke website ko google chrome browser me open karta hai to wo ads us vistor ke keyword screen par show karegi,Jisse aapke ad par click hone ka clance jada  hoga.Page lavel ad ka istmal kar aap apni adsense Earning ko badha sakte hai.

5. Use Limited Ad

Blog post ke bich me aap link or display ad ka istmal kare.Aap apne blog post me 3 display our 3 link ad ko laga sakte hai,Adsense hame inki anumati deta hai.Agr Koi bhi vistor hamare post me lage display ad par click karta hai to hamari earning jada hoti hai,Kue ki Display ad ki CPC HIGh hoti hai.Aap apne blog me high cpc keyword ka istmal kar aap link ad ki cpc increase kar sakte hai.


Ummed karta hu aap hamari post ko read kar aap apne mobile user ke liye adsense placement kar sakte hai.Mobile user ke liye adsense ad placement kar aap mobile user ke adsense se jada paisa kama sakte hai.

Agar aapko meri post pasand aayi ho to hame comment karke jarur bataye,Our is post koplese share jarur kare.

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form