Computer Me Admin Account Ka Password Hack Hone Se Kaise Roke


Hello dosto,Mai aapko is post me batane wala hu Computer Me Admin account ka password hack hone se kaise roke.Aaj kal lagbhag sabhi logo ke pass computer hota hai.Bhut sare Aise log hote hai jo computer ki madad se apna work karte hai.To jo log computer par apna work karte hai un logo ke computer me bhut jaruri data hoti hai,Jise chori hone ke bad bhut badi problem ho sakti hai.Waise computer me admin password lagana bhut jaruri hai,Hacker se bachane ke liye.

Computer-Password-Hack-Hone-Se-Kaise-Roke

Bhut sare log apne computer me login password laga kar rakhte hai.Par agar aapke bagal ka koi bhi Aadmi aapki pc/laptop ka password chori kar le to kya hoga,Fir aapko bhut sari musibat se hokar gujarna padega.Bhut sare Computer Expert hote hai jo Command Prompt ki madad se computer ya laptop ka admin password ko Hack kar sakte hai,To aap Aise logo ko apna password chori hone se bacha sakte hai.Computer ka password chori hone se rokne ke liye apko CMD band karna hoga jiski jankari mai aapko niche batane wala hu.

Computer Ka Password Chori Hone Se Kaise Roke



Computer Ka Password Chori Hone Se Rokne ke liye hame step by step follow kare.

Step 1. Sabse pahle aap apna computer open kare,Our keyword se Window +R  Press kare.

Step 2. Ab Run ka box open hoga,Jisme gpedit.msc type kar inter kare.

Computer-Ka-Password-Hack-Hone-Se-Kaise-Roke

Step 3. Ab aapke samne local group polcy ka ek window open hoga.Yaha Use Configuration Par Click Kare.
Computer-Ka-Password-Hack-Hone-Se-Kaise-Roke



Step 4. Ab Administrative template par click kare.

Computer-Ka-Password-Hack-Hone-Se-Kaise-Roke
Step 5. Ab System name ka folder ka Double click kare.

Computer-Ka-Password-Hack-Hone-Se-Kaise-Roke

Step 6. Ab ek setting ka window open hoga,Yaha Prevent Access to the command prompt par Double click kare.
Computer-Ka-Password-Hack-Hone-Se-Kaise-Roke

Step 7. Ab ek window open hoga,Isme Disable par click kar ok ko press kare.

Computer-Ka-Password-Hack-Hone-Se-Kaise-Roke
Ab aapka Command Prompt Disable ho chuka hai.Ab koi bhi aapke computer/laptop Me Admin Account ka password hack nhi kar sakta hai.



To Dosto Ummed karta hu aapko meri post jarur pasand Aayi hogi.Agar aapko meri post acchi lagi to to hame comment karke jarur bataye.Agar aapko is post me kahi bhi koi problem ho rahi hai to aap hamse comment me puch sakte hai,Our plese is post ko share jarur kare.

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form