Pen Drive Se Computer Ki Ram Kaise Badhaye



Hello Dosto,Aaj ham aapko batane wale hai Pen Drive Se Computer Ki Ram Kaise Badhaye.Aaj kal bhut sare Aise software aagye hai jise agar computer/laptop par install kar diya jaye to wo bhut sare space ko gher lete hai,Jisse computer ki Ram kam ho jati hai.Jaida memory space use hone se computer slow hone lagta hai.To Agar aapke pass pend drive/usb drive hai to aap apne computer ke ram ko badha sakte hai,Our apne system ko fast kar sakte hai.To chaliye dekhte hai pen drive se computer ki ram kaise badhate hai.

Pen-Drive-Se-Computer-Ki-Ram-Kaise-Badhaye

Pen Drive Se Computer Ki Ram Kaise Badhaye



Agar aapke pass pen drive hai to aap Aram se apne computer ki ram ko badha sakte hai.Ram jaida hone se aapka computer kafi accha work karega,Our aap jaida program ko apne coputer par istmal kar sakte hai.To Computer ki ram badhane ke liye aap hamari step ko follow kare.

Step 1. Sabse pahle aap apne computer ko pen drive se connect kare.

Step 2. Ab apne pen drive ko formate kare.Formate karne ke liye pen drive par right click kare,Formate ka option par click kare,fir start par click kare.


Step 3. Pen Drive par right click kare.Propaties par click kare.


Step 4. Ready Boost tab par click kare.

Step 5. Ab aapko use this pendrive par click kare.

Step 6.  Ab aapko pen drive me se ram ka kitna jagah use karna hai wo select kare.

Step 7. Apply ki button par click kare.


Ab aapka pen drive ram ki tarah kam karne ke liye ready hai.Is tarah aap kisi bhi pen drive ya USB Drive se computer ki ram badha sakte hai.

I Hope aapko meri post kafi acchi lagi hogi.Ummed karta hu maine aapko is post me achhi tarah samjhne ki kosis kiya,Fir bhi aapko kahi koi problem hai to aap hamse comment karke puch sakte hai.Agar aapko meri post acchi lagi to comment or share jarur kare.

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form