QR Code Kya Hai Website Ke Liye QR Code Kaise Banaye


Aaj ke post ka topic hai QR Code Kya Hai Website Ke Liye QR Code Kaise Banaye.QR Code ka pura name Qucick Responnse code hota hai.Aap sabhi log bhut sare QR Code ko dekhe honge,QR code ka istmal website pormotion me,Product details etc bhut sare kamo me qr code ka istmal kiya jata hai.QR Code se bhut sare kam hote hai.Aap online payment me bhu QR Code ka istmal kar sakte hai.Mai aapko QR Code ke bare me niche puri jankari dene wala hu.
QR-Code-Kya-Hai-Website-Ke-Liye-QR-Code-Kaise-Banaye
QR Code Kya Hai QR Code Kaise Banaye

QR Code Ko 1994 me Toyota Group Ke Denso Wave ne banaya tha.QR Code banane ke main karun tha vehicles ke part ko track karna.Lekin ab ye kafi popular ho chuka hai.Lahbhag ab sabhi chez or product me QR Code ka use kiya jata haiTo chaliye dekhte hai Website Ke Liye QR Code Kaise Banaye.

QR Code Kya Hai

QR Code kya hai,QR Code kya hota hai.QR Code ek black image ke jaisi hoti hai,Jise koi padh nhi sakta hai bus ham use scan kar sakte hai.Aap sabhi log QR Code ko bhut sare product par dekha hoga Bhut sare product hote hai jisme QR Code laga hua hota hai.QR Code me bhut sari information chipai hoti hai jise na to ham dekh sakte hai our nhi padh sakte hai.QR Code ko ek mashin he scan kar sakta hai.

QR Code banane ke bad ham use apne android phone se scan kar sakte hai.Aaj kal smar phone me bhut sare app hai jo QR COde ko scan karti hai.To chaliye ab dekhte hai QR Code kaise banaye.

Website (Blog) Ke Liye QR Code Kaise Banaye 

Agar aapke pass koi website/blog hai jiska aap ''QR Code'' banana chahte hai to aap hamari step ko follow kare.Is step se aap aaram se QR Code bana sakte hai.




Step 1. Sabse pahle aap QR Code generator.com ki website par jaye.
QR-Code-Kya-Hai-Website-Ke-Liye-QR-Code-Kaise-Banaye


1. Yaha par ap kis type ke QR Code banan chate hau use yaha select kare (Mai yaha apne blog website ke liye qr code bana raha hu) URL Select kare.

2. Yaha par apni website ka URL Dale.

3. Yaha Par Static Select kare.

4. Ab create QR Code ki button par click kare.


Ab thori time wait kare ab aapka QR Code ban jayega.
Step 2. QR Code ban jane ke bad aapke samne aapka QR Code show karega.
QR-Code-Kya-Hai-Website-Ke-Liye-QR-Code-Kaise-Banaye



1. Ab yaha aap download ka option show kar raha hai.

2. Aap kis formate me QR Code download karna chahte hai wo select kare,Ab download ki button par click kare.


QR Code Scan Kaise Kare

Ab aapne apna Qr code bana liye hai.Ab QR Code scan karne ke liye aap apndroid phone ka istmal kar sakte hai.QR Code scan aap android phone ke camera se kar sakte hai.Aap QR code ko read karne ke liye android mobile me app ko download kare.

Step 1. Sabse pahle aap android phone me Free QR Code Reader & Scanner nam ka app ko download kare.

Step 2. Ap ise install kar open kare.Open karte he,open hote he aapka mobile ka camera open ho jayega.
QR-Code-Kya-Hai-Website-Ke-Liye-QR-Code-Kaise-Banaye

Step 3. Ab aap apne QR Code Scan kar sakte hai.


To dosto Ab aap ye jan chuka hai,QR Code Kya Hai/Kya Hota Hai.QR Code Kaise Banaye.Is tarah aap Apne website/blog ke liye QR Code bana sakte hai.

Agar aapo mei batayi hui information pasand aayi ho to hame comment karke jarur bataye.Agar aapko kahi par koi problem ho rahi hai to aap hame puch sakte hai.

2 Comments

Previous Post Next Post

Contact Form