Computer Me USB Port Ko Lock/Disable Kaise Kare Without Software


Aaj ke post ke topic hai Computer USB Port Lock/Disable Kaise Kare.Dosto Aap sabhi log ke pass computer to hoga ki aap sabhi log usb ka istmal computer se data copy/transfer karne ke liye istmal karte hai.Computer/Laptop Ho sabhi me usb lagane ke liye ek cabel bana hua hota hai.USB Ka istmal computer me jaida se jaida hota hai chale computer me mouse lagana ho,Computer me keyboard set karna ho,Computer me printer lagana ho ya fir computer se data trasfer karna ho sabhi kamo me USB ka use kiya jata hai.
Computer-Me-USB-Port-Lock-Disable-Kaise-Kare
Computer Me USB Port Lock Disable Kaise Kare

Mai yaha aapko computer me usb port kaise lock kare iske bare me batane wala hu.Isse pahe mai aapko bata du USB Port lock/disable karna kyu jaruri hota hai?Ham apne coputer ka USB Port kyu lock kare.Jaida ki computer me bhut sare importent data/file hote hai jise USB ke jaiye 5 Min ke andar copy kiya ja sakta hai.To Agar aap apna usb port ko lock kare to aapke computer me jab koi bhi usb dalega uska usb kam nhi karega error show karega.Isse aapke computer ka data chori nhi hoga.Ab aap samjh gye honge usb port lock karna kitna jaruri hai.To chaliye dekhte hai computer me usb port disable/lock kaise kare.

Computer Me USB Port Ko Kaise Lock/Disable Kare


USB Port ko lock/disable karne ke liye aap haari step ko follow kare.

Step 1. Sabse phle laptop/computer me keyword se window  ka button ko press kare.

Step 2. Ab aap ke samne ek run box open hoga,jisme aapko gpedit.msc type kar ok ki button ko press kare.

Step 3. Ab aapke samne local group policy editor ka window open hoga.''Use configuration'' par click kare
Computer-Me-USB-Port-Lock-Disable-Kaise-Kare


Step 4. Ab aapke samne new window open hoga.
Computer-Me-USB-Port-Lock-Disable-Kaise-Kare

1. Administrative Template par click kare.
2.system par click karna hai.
3. Removable storage access par click kare.
4. Removable disks:Deny Read access par double click kare.


Read * Computer Ke Hard Disk Drive Ko Kaise Hide/Unhide Kare 


 
Step 5.Ab ek window open hoga.
Computer-Me-USB-Port-Lock-Disable-Kaise-Kare


1.Enable par click kare.
2. Ok Button Par click kare.


Ab aapke computer/laptop me USB Port lock ho gya hai.Ab aapke computer me usb kam nhi karega.Is tarah aap jab chahe samne process kar usb poot enabel kar sakte hai.




To dosto agar aapko meri post pasand aayi ho to hame comment karke jarur bataye.Agar aapko is post me kahi koi problem ho to hame comment karke jarur puche.

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form