Aaj Ke Post Ka Topic Hai Background Noise Remove.Ham Aapko batane wale hai Recording Audio Ka Background Noise Kaise Remove Kare.Dosto Jaisa ki aap sabhi log kisi bhi audio ko apne voice me record karte hai to audio recording ke dauran audio ke sath ka background noise bhi record ho jati hai.Background noise record hone ke bad jab ham apne audio ko record karne ke bad play karte hai to hamare Aas pass ke voice bhi halki halki sunai deti hai ye background noise hai jise recove karne ke bare me mai aapko bataunga.
Background Noise Remove |
Background noise remove karna bhut he jaruri hota hai.Agar aap background noise me remove nhi karte hai to isse aapka audio kharab ho jayega,Audio acche se sunai nhi deti kyu ki aapke Dwara record kiya gya audio me background ki music bhi sunai deti hai.To chaliye Dekte Hai Audio se Background Noise Remove Kaise Karte Hai.
Recording Audio Se Background Noise Remove Kare Kare
Recording Audio Se Background Noise/music Ko Remove/nikalne ke liye hame apne computer me Audacity ko install karna hoga.Audacity ek software hai jiki madad Se Ham Record Kiya Gya Audio Me Se Background Ki Sabhi Noise Ko Remove Kar Sakte Hai.Aap Audacity Ko Sabse Pahle Google Search Se Download Kare.
Step 1. Sabse Pahle Audacity Ko Download Kare,Fir Install Kar Open Kare.
Step 2. Audacity Opne Hone ke bad Aap Recording Audio Ko Drag Karke Audacity Me Open Kare.
1. Noise Area Select Kare.
2. Effect Par Click Kare.
3. Noise Reduction Par Click Kare.
4. Net Noise Profile Par Click Kare.
Step 4. Ab Aap Keyword Se CTRL+A Press Kar Sabhi Track Ko Select Kare,Effect Par Click Kare Uske Bad Noise Reduction Par Click Kare After Get Noise Profile Par Click Kare.
Step 5. Ab aapke recording Audio Se Sabhi background noise remove ho chuke hai ab aapka audio ekdam clear ho chuka hai.
Read *Kisi Bhi Song Ka Karaoke (Track) Kaise Remove Kare
* YouTube Par Bollywood Song Kaise Upload Kare Bina Copyright Issu Ke
* Apne Window Ki Product Key/Serial Key Kaise Pata Kare
To Dosto Aap is tarah kisi bhi record kiya gya audio se background noise ko remove kar sakte hai.I Hope dosto aapko meri post jarur pasand aayi hogi.Agar aap meri post ko like karte hai to hame comment kar jarur bataye.
Tags
Audio Editing