Aaj Mai Aapko batane wala hu kisi bhi video se audio remove kaise karte hai.Agar aaapke pass koi video hai agar aap us video ka audio nikalna chahte hai to aap wo bilkul kar sakte hai.video editing ka ye mera sabse pahla post hai mai video editing ke bare me bhut sare new post aap sabhi ke samne publish karunga.
Video Se Audio remove karne karna bhut he simple hai.Video Se Audio ko remove/nikale ke liye aapke pass ek software ka hona bhut he jaruri hota hai.Agar aap kisi bhi video me dusra song/music upload karna chahte hai to aapko ek software ko download karna hoga,jisse aap kisi bhi video ka audio remove kar sakte hai fir aap jo chahe ho audio add kare.To chaliye dekhte hai kisi bhi video ka audio kaise remove kare.
Step 1. Wondershare filmora ko download karne ke bad install kar open kare.
Step 4. Ab Aapke video se audio alag ho chuka hai.Ab aap chahe to audio ko delet kare ya fir audio ko save kar de.
1. Yaha aap formarte select kare,After Export Button par press kare.
Video Se Audio remove karne karna bhut he simple hai.Video Se Audio ko remove/nikale ke liye aapke pass ek software ka hona bhut he jaruri hota hai.Agar aap kisi bhi video me dusra song/music upload karna chahte hai to aapko ek software ko download karna hoga,jisse aap kisi bhi video ka audio remove kar sakte hai fir aap jo chahe ho audio add kare.To chaliye dekhte hai kisi bhi video ka audio kaise remove kare.
Kisi Bhi Video Se Audio Ko Kaise Remove Kare
Video Se Audio ko remove karne ke liye aap sabse pahle wondershare filmora ko download kare.ye ek software hai jiski help se aap kisi bhi video se uske audio ko nikal/remove kar sakte hai.
Step 2. Ab Video o drag kar filmora me open kare.
1. Video Ko Upar Se Drag Kar Niche ke Track Par Rakhe.
Step 3.
1. Mouse Se Video Par Right Click Kare.
2. Audio Detact Par Click Kare.
3. Detact Audio
Step 4. Ab Aapke video se audio alag ho chuka hai.Ab aap chahe to audio ko delet kare ya fir audio ko save kar de.
Step 5. Video Ko Save karne ke liye Export Par click kare.
To Is tarah aap kisi bhi Video se audio ko remove kar sakte hai.Agar aapko meri post pasand aayi ho to hame comment karke jarur bataye.
Tags
Video Editing