Kya Aap Janna Chahte Hai ''Wapka Website Kaise Banaye''.Mai Aapko Is Post Me Batane Wala Hu Wapka Par Music Ki Website Kaise Banaye.Wapka Ek Free Servies Hai.Wapka Par Free Website Ham Bana Sakte Hai Iske Liye Hame Kisi Tarah Ka Paisa Nhi Dena Padhta Hai.Wapka Ek Aisa Website Hai Jaha Ham Aapna Music Ki Website Bana Sakte Hai.Agar Aap Apne Music Ko Kisi Online Website Par upload Karna Chahte Hai To Iske Liye Aapka Wapka Par Song Ki Website Create Kar Sakte Hai.Mai Aapko Is Post Me Batane Wala Hu Wapka Website Kaise Banaye.
Wapka Website Par Ham Khud Ki Song,Video,Software Our Bhi Bhut Sare Chez Hai Jo Ham Wapka Website Par Upload Kar Sakte Hai.Wapka Website Se Aap Paisa Bhi Kama Sakte Hai Jiske Bare Me Mai Aapko Dhere Dhere Batane Wala Hu.Agar Aap Wapka Website Bana Rahe Hai To Mai Bata Du Aap Wapka Par Kisi Tarah Ka Copyright Music/song Upload Nhi Kar Sakte Hai.Aap Khud Ka Banaya Hua Song,Video Upload Kare.
Wapka Website Kaise Banaye?(How To Create Wapka Website)
Wapka Par Website Banana Kfi Easy Hai.Wapka Website Aap Mobile Se Bhi Bana Sakte Hai.Wapka Website Banane Ke Liye Aap Hamari Step Ko Follow Kare.
Step 1 . Sabse Phle Aap Wapka.Com Ki Website Ko Open Kare.
1.Sign Up Par Click Kare.
Step 2. Ab Aapke Samne Ek Window Open Hoga.
2.Yaha Par Wapka Account Ka Password Dale.
3. Confirm Password Dale.
5. Site Kam Name Dale.
6. Yaha Aap Wapka.me Ko Select Kare.
7. Ab Last Me Sign up Par Click Kare.
* PenDrive Ko Multi Bootable Kaise Banaye
* Computer Ke File (Folder) Ko Lock Kaise Kare
* YouTube Video Ke Liye Tag Kaise Generate Kare
Step 3. Ab Sign Up Par Click Karne Ke Bad Aapko Back Par Click Kar Wapka Website Me Login Kare.
Step 4. Wapka Me Login Karne Ke Bad Upar Verify Ki Button Par Click Kare.
Step 5. Ab Aapke Email Par Ek Mail Gya Hoga Waha Verify Ka Link Hoga Jispar Click Kar Aap Wapka Account Ko Verify Kare.
Read * Photo Fhunia Se Online Picture Editing Kaise Kare
* Wondershare Filmora Se Video Editing Kaise Kare
Step 6. Wapka Account Verify Karne Ke Bad Fir Se Wapka Account Me Login Kare.Our Create New Site Par Click Kare.
Step 7. Ab Aapke Samne Ek Window Open Hoga.Yaha apne Site Ka Nam Dal Kar Submit Par Click Kare.
Step 8. Ab Aapka Wapka Website Create Ho Chuka Hai.Ab Manage It Par Click Kare.
Ab Aapka Wapka Website Ban Chuka Hai.Ab Aap Apna Website Dekh Sakte Hai.Wapka Website Ko Desine Karne Ke Bare Me Mai Aapko Aage Post Me Batane Wala Hu.
Agar Aapko Meri Post Pasand Aayi Ho To Hame Comment Karke Jarur Bataye.Agar Aapko Meri Post Me Kahi Koi Problem Ho To Hame Comment Karke Jarur Bataye.Aapko Meri Post Accha Lage To Share Jarur Kare.
wapka ke bare me mujhe kuch khass knowledge nhi but aapki yah post bahut hi useful rahi mera knowledge badhane me.
ReplyDeleteThanks for visit my blog.wapka website ki full knowladge mai jaldi is blog par share karne wala hu.
ReplyDeletebahut hi acchi post hai sir aur apke site pe visit krna mtlb bahut kuchh sikhna.
ReplyDeleteNice bro keep uo
ReplyDeletewaw, nice articles and aapki site design bahut badiya hai.
ReplyDeleteWebsite Ko Desine Karne Ke liye aage batyee
ReplyDeleteAmit Yadav Bro Jaldi Batayenge Aap Is Tarah Mere Blog Par Visit Karte Rahen
ReplyDelete