Wapka Website Me Song Kaise Upload Kare Full Guide


Kya Aap Wapka Website Me Song Upload Karna Chahte Hai?Mai Aapko Is Post Me Batane Wala Hu Wapka Website Me Song Kaise Upload Kare(How To Upload Song On Wapka Website).Wapka Website Create Karne Ke Bad Sabhi Log Apne Song Ko Upload Karna Chahte Hai.Wapka Website Me Song Ko Upload Karne Se Phle Song Ki Folder Our Category Banana Padhta Hai,Bina Category Create Kiye Aap Koi Bhi Song,Video,Image,Software,Ringtone etc  Ko Wapka Website Me Direct Upload Nhi Kar Sakte Hai.

Wapka-Website-Par-Song-Kaise-Upload-Kare

Maine Wapka Website Me Song Ke Liye Folder Kaise Banaye Ye Bataya Tha Aap Ise Padh Kar Wapka Me Apna Folder Create Kare.Ab Aapko Us Folder Ke Liye Category Create Karna Bhut Jaruri Hai.Wapka Website Me Category Kaise Banaye Maine Yaha Bataya Hai Aap Yaha Se Padh Kar Aap Content Manager Se Apne Song Ke Liye Category Bana Sakte Hai.Agar Aapne Abhi Tak Ye Sab Kar Liya Hai To Ab Aap Wapka Website Me Song Upload Karne Ke Liye Ready Hai.

Wapka Website Par Song Kaise Upload Kare (How To Upload Song On Wapka Website)

Wapka Website Par Song Upload Karna Bhut He Simple Hai,Aap Aarm Se Kisi Problem Ke Wapka Website Me Song Ko Upload Kar Sakte Hai.To Chaliye Aap Hamari Kuch Step Ko Follow Kare.

Step 1. Sabse Pahle Aap Wapka Website Me Login Kare.



Step 2. Ab Aapne Website Par Click Kare.
Wapka-Website-Par-Song-Kaise-Upload-Kare

Step 3. Ab Aap Content Manager Par Click Kare.

Wapka-Website-Par-Song-Kaise-Upload-Kare
Step 4. Ab Hame Music Upload Karna Hai To Aap Music Par Click Kare.

Step 5. Ab Aapke Samne Category Open Hoga.Yaha Aap Kis Category Ke Music upload Karna Chahte Hai Wo Select Kare.

Wapka-Website-Par-Song-Kaise-Upload-Kare
1. Music Category Par Click Kare.
2. Upload Par Click Kare.

Step 6. Ab Aapke Samne Ek Page Open Hoga.

Wapka-Website-Par-Song-Kaise-Upload-Kare
1. Choose File Par Click Kar Apna Song Ko Select Kare.
2. Song Upload Karne Ke Liye Upload Par Click Kare.
Step 7. Ab Aapka Song Upload Hona Start Ho Chuka Hai.



Song Upload Kart Time Aap Yaha Se Song Me Tittle Ot Descrption Add Kar Sakte Hai.Sabhi Information Fell Karne ke Bad Submit Par Click Kare.

Step 8. Ab Aapka Song Sucessfully Upload Ho Chuka Hai.Ab Aapko Upar Sucessfull Ka Message Show Karega.

Note- Ab Aapne Song Upload Kar Liya Hai But Abhi Aapka Song Aapke Wapka Website Ke Folder Me Show Nhi Karega Iske Liye Aapko Ek Code Me Apne Folder Me Add Karna Hai Jiske Bare Me Aap Niche Step By Step Follow Kare.

Step 9. Ab Aapne Jis Categery Me Song Ko Upload Kiya Hai Uspar Click Kare.

Step 10. Ab Upar New Page Par Click Kare.Uske Bad WML/HTML Code Par Click Kar Add Par Click Karna Hai Jaisa Ki Aap Image Me Dekh Rahe Hai.


Step 11. Ab Ek Code Box Open Hoga.Yaha Aap Niche Diya Gya Code Ko Copy Kare.


Ab Aapko Upar Diya Gya Code Me Kuch Edit Karna Hai.

Your Tittle Ki Jagah Apne Category Ka Tittle Add Kare.
Your Id Ki Jagah Apne Categry Ka CID Code Add Kare.

Step 12. Ab Code Edit Karne Ke Bad Niche Diya Gya Box Me Past Kare,Ab Submit Button Par Click Kare.
Wapka-Website-Par-Song-Kaise-Upload-Kare


Ab Aap Apne Folder Me Jakar Dekh Sakte Hai Aapne Jo Song Upload Kiya Hai Wo Dekh Sakte Hai.Is Tarah Ab Aap Aarm se Song Ko Upload Kar Sakte Hai Ab Aapko Koi Problem Nhi Hogi Song Upload Karne Me.

Ye Bhi Padhe-

* Bootable Pen Drive Kaise Banaye

* YouTube Par Creative Commons Video Kaise Upload Kare

* Laptop/Computer Me Screenshot Kaise Lete Hai

* Wondershare Filmora Se Video Editing Kaise Kare

I Hope Dosto Aapko Meri Post Jarur Pasand Aayi Hogi.Mai Is Tarah Our Bhi Wapka Website Ke Tricks Hindi Me Share Karta Rahunga.Agar Aapko Meri Post Acchi Lagi Hai To Plese Share Kare Our Comment.

2 Comments

  1. बहुत ही अच्छी जानकारी दी है आपने। यह बहुत काम आएगी।

    ReplyDelete
  2. Thanks For Visit My Blog

    ReplyDelete
Previous Post Next Post

Contact Form