Wapka Website Me Song Upload Karne Ke Liye Folder Kaise Banaye

Wapka-Website-Me-Folder-Kaise-Banaye

Hello Dosto,Aapne Ab Tak Wapka Website Bana Liya Hai? Agar Nhi Banaya Hai To Wapka Website Kaise Banaye Aap Yaha padh Kar Aap Apna Website Free Me Wapka se bana le.Aaj Is Post Me Mai Aapko Batane Wala Hu Wapka Website Me Song Upload Karne Ke Liye Folder Kaise Banaye.Aap Wapka Site Me Song,video Upload Karna Chahte Hai To Iske Liye Sabse Phle Aapko Folder Banana Padega.Bina Folder Banaye Aap Wapka Website Me Song Upload Nhi Kar Sakte hai.Mai Aapko Folder Banane Ke Bare Me Puri Knowladge Dene Wala Hu Jisse Aap Aapna Alag Categires Ke Liye Alag Folder Bana Sakte Hai.Wapka Website Me Folder Banane Ka Tarika Kafi Simple Hai.

Wapka Website Me Song Upload Karne Ke Liye Folder Kaise Banaye



Wapka Website Me Folder Banane Ke Liye Sabse Phle Aap Wapka.com Me Login Kare Uske Bad Hamari Step Ko Follow Kare.

Step 1. Sabse Pahle Wapka.com Se Website Me Login Kare.

Step 2. Apna Website Name Par Click Kare.

Wapka-Website-Me-Folder-Kaise-Banaye



Step 3. Ab Upar Admin Mode Par Click Kare.

Wapka-Website-Me-Folder-Kaise-Banaye




Step 4. Ab Aapke Samne Ek Window Open Hoga.
Wapka-Website-Me-Folder-Kaise-Banaye

1. New Page Par Click Kare.
2. Add Par Click Kare.

Step 5. Ab Aapke Samne Ek Page Open Hoga.

Wapka-Website-Me-Folder-Kaise-Banaye

1. Yaha Aapna Apna Folder Ka Nam De,Jis Nam Se Aap Folder Banana Chahte Hai.

2. Wap2 Style Class Me Folder Select Kare.

3. Ab Niche Submit Par Click Kare.


* Android Phone Se Computer Me Internet Kaise Chalaye



 
Ab Aapke Wepka Website Me Folder Ban Chuka Hai Aap Is Tarah Kisi Bhi Name Ka Folder Bana Sakte Hai.Jis Lable Par Aap Song,video,Etc Upload Karna Chahte Hai.

To Dosto I Hope Aapko Meri Post Jarur Pasand Aayi Hogi.Agar Aako Meri Post Pasand Aayi Ho To Hame Comment Kar Jarur Bataye.Agar Aapko Meri Post Pasand Aayi Ho To Hame Comment Karke Jarur Bataye.

3 Comments

  1. Bhai bahut hi achhi jankari share ki hai wapka website ke bare me mujhe jyada nahi pata tha lekin aapke blog se bahut sara wapka ka knowledge mila hai.So thanks for sharring this post.

    ReplyDelete
  2. Google pe apna song Kaise dale

    ReplyDelete
  3. @Ningraj Aap wapka par website banaye Maine iske bare me already post likh chuka hun.Aap wapka par song upload kare or apne website ko Google me ads kare,aapki song Google me aane lagega.

    ReplyDelete
Previous Post Next Post

Contact Form