Hello Dosto,Kya Aap Janna Chahte Hai YouTube Par Kisi Bhi Video Ka Tag Kaise Pata Kare?Agar Han To Mai Aapko Aaisa Tarika Batane Wala Hu Jisse Aap YouTube Ke Kisi Bhi Video Ka Tag Pata Kar Use Copy Kar Sakte Hai.YouTube Ke Liye Tag Kafi Jaruri Hota Hai.New YouTuber YouTube Par Channel Banane Ke Bad Aapna Video Upload Kar Dete Hai Jab Uski Video Par View Nhi Aata Hai To Wo Kafi Udas Ho Jate Hai,Our YouTube Par Video Upload Karna Band Kar Dete Hai.
Bina Tag Ke YouTube Par Video Upload Karna Bekar Kam Hai.Agar Aap YouTube Video Me Tag Nhi Dalte Hai To Isse Aapke Video YouTube Ke Search Result Me Show Nhi Karega,Jab Aapki Video Show Nhi Karegi To Aapke Video Par View Aane Ke Bare Me To Ham Soch Bhi Nhi Sakte Hai.Agar Aap YouTube Par View Badhana Chahte Hai To Aapko Apne Video Me Tag Use Karna Bhut Jaruri Hai.
Tag Kya Hota Hai Ye Bhut Sare New Youtuber Ko Nhi Pata Hota Hai.Tag Hamare YouTube Video Ko Wo Part Hota Hai Jisme Ham Apne Video Se Releted Keyword Ka Istmal Karte Hai.Mera Matlv Hai Tag Me Ham Us Chez Ko Add Karte Hai Jise Log YouTube Par Search Karte Hai.Bhut Sare Log Ko Tag Dalne Nhi Aata Hai,YouTube Video Ke Liye Tag Kaise Generate Kare Iske Bare Me Maine Apni Pichli Post Me Bataya Tha.Aaj Mai Aapko Kisi Dusre Ki Video Ka Tag Kaise Pata Karte Hai our Use Copy Kaise Kare Iske Bare Me Batane Ja Raha Hu.
Step 6. Jab Aapka Channel Linked Ho Jayega To Aapke Samne Tube Buddy Ka Drop Down Menu Open Hoga Jaisa Ki Aap Dekh Rahe Hai.

Tube Buddy Se YouTube Par Kisi Bhi Video Ka Tag Kaise Pata Kare our Use Copy Kaise Kare
TubeBuddy Ek App Hai Jise Ham Google Chrome Browser Me Add Kar Kisi Bhi Video Ka Tag Pata Kar Sakte Hai,Our Use Copy Bhi Kar Sakte Hai.To Chaliye Kisi Bhi YouTube Video Ka Tag Pata Kar Use Copy Karne Ke Liye Hamari Step Ko Follow Kare.
Step 1. Sabse Pahle Aap Google Chrome Browser Ko Open Kare,Our Google Chrome Browser Ke App Store Me Jaye.
Step 2. Ab Aapka App Store Open Ho Jayega.
1. Ab Yaha TubeBuddy Search Kare.
2. Ab Aapke Samne YouTube Buddy For YouTube Aajayega Ab Aap Is Par Click Kare.
Step 3. Ab Aapke Samne Ek Page Open Hoga.
1. Added To Chrome Par Click Kare.
Ab Aapke Chrome Browser Me App Download Hona Start Ho Jayega.App Download Hone Ke Bad Aapke Samne Ek option Aayega Add Extranal To Google Chrome Par Click Kare.
Step 4. Ab Aapke Google Chrome Me Tube Buddy Add Ho Jayega.
Step 5. Ab YouTube Open Kare Agar Aapka YouTube channel properly linked Nhi Hai To Aapko Ye Meesage Show Karega.
Ab Aap Aisa Message Dikhe To Uspar Click Kare,Our Ye Aapko Full Gide Dega.Yaha Aapko Aapna Email Id Yube Buddy Me Login Kar Aapko Licance (Marmisan) Lena Hai.Yaha Aapko Aapna Channel Properly Linked Karna Hai.
Step 6. Jab Aapka Channel Linked Ho Jayega To Aapke Samne Tube Buddy Ka Drop Down Menu Open Hoga Jaisa Ki Aap Dekh Rahe Hai.
Read * YouTube Video Par View Kaise Badhaye 8 Tips
* YouTube Par Sabhi Video Ko Ek Sath Monetize Kaise Kare
* YouTube Par Sabhi Video Ko Ek Sath Monetize Kaise Kare
Step 7. Ab Aap YouTube.Com Se Apna YouTube Account Login Kare,Ab Kisi Bhi Video Ko Play Kare.
1. Tags Par Click Kare.
2. Ab Aapko Yaha YouTube Video Me Jitne Tag Add Hai Wo Dikhga,Ab Is Tag Ko Copy Karne Ke Liye Copy Tags Par Click Kare.
Is Tarah Aap YouTube Buddy Ka Use Kar Aap YouTube Par Kisi Bhi Video Ka Tag Pata Kar Use Copy Kar Sakte Hai.I Hope Dosto Aapko Meri Post Kafi Pasand Aayi Hogi.Agar Aapko Meri Post Acchi Lagi Ho To Hame Comment Karke Jarur Bataye.