Hello Dosto,Aaj ham aapko batane wale hai Adsense Par Invalid Click Ka Adsense Team Ko Report Kaise Kare.Agr aap google adsense user hai to aap jante honge,Google adsense ki policy ke bare me.Bhut sare blogger hoi Jiska adsense account invalid click ke karun disable ho chuka hai.Adsense account block hone ke bad hamari sari mehnat barbad ho jati hai.Bhut sare blogger to apna blogging ko chod dete hai.Agr aapke Adsense par bhi invalid click ho rahi hai to aapka iska report google adsense ke team ko de sakte hai.
Agr aap Adsense ko apne blog par ho rahe invaild click activaty ki jankari nhi dete hai to aapka account kuch dino ke liye block ho jayega,Ya aap hamesa ke liye suspend ho jayega.Aap kabhi bhi us blog par adsense kabhi bhi approved nhi hoga.To chaliye mai aapko is post me bataunga Ham kaise Adsense Par Invalid Click Ki Adsense Team Ko Report Kare,
Google Adsense Par Invalid Click Ki Jankari Adsense Team Ko Kaise Dete Hai
What I Do After Invalid Click On My Adsense Ads- Agr aapKo lagta hai ki hamare adsense par koi bar bar invalid click ka raha hai to aap jalidi se us invalid click ki jankari adsense team ko send kare,Nhi to Adsense team kuch galat nirnay le sakta hai Jisse aapke adsense account ko badi paresani ka samna karna padega.
Step 1. Sabse Pahle Aap Adsense Invalid Clicks Contect From Par Jaye.
1. Yaha Apna Name Add Kare.
2. Apna Email Id Dale.
3. Apna Adsense ID Dale (Adsense Account Ki ID Dale)
4. Yaha Us Blog/Website Ka Link Dale Jispar Invalid Click Huye Hai.
5. Invalid Click Kab Hua Hai Uska Date Or Time Dale.
6. Yaha Par Aapko Batana Hai Ki aapko kaise pata Laga Ki Aapke Adsense Par Invalid Click Huye Hai.
7. Aapke Ads par Jaha se Bad Traffic Aarhi hai uska Iink ya ip adress ho bhi ho wo yaha add kare.
8. Furi Information Fill Karne Ke Bad Submit Par Click Kare.
Read *Google Adsense Par Invalid Click Rokne Ke 10 Tips
* Low Traffic Par Google Adsense Se Jaida Paisa Kaise Kamaye
* Adsense Ka Ads Multiple Blog/Website Me Kaise Lagaye
Ab Aapka report Google Adsense Ki team ko send ho chuka hai,Ab aapko kuch 2-3 Din Me aapko adsense ka mail aajyega jisme aap adsense team ke dwara diya gya message ko padh sakte hai.
Is tarah aapko jab kabhi lage ki koi mere adsense par invalid click kar raha hai to aap uska report turant Google Adsense Team Ko Bhej Sakte Hai.
Agr aapko meri post pasand aayi ho to please ise share jarur kare.Agr aapko is post me kahi kuch puchna hai to aap niche comment me puch sakte hai.