Hello Dosto,Aaj ham aapko is post me Batane ja rahe hai Google Adsense Par Invalid Click Ka Pata Kaise Lagaye.Aap sabhi log jante hai Adsense account aprroved hone me kitna problem hoti hai.Agr ham google adsense account ko block hone se bachaye rakhna hai to hame Adsense par ho rahe invalid click ka pata lagana bhut he jaruri hota hai,Agr ham Google adsense par invalid click activaty Ka Pata nhi lagate hai to hamara Adsense account bisable ho sakta hai.
Bhut sare Aise Blogger hai jiska adsense Invalid click k karun block/Bisable ho chuka hai.To mai aapko is sabse bachne ke tarika batane ja raha hu jisse aap adsense ads par ho rahe invalid click ka pata kar sakte hai.
Adsense Invalid Click Kya Hoti Hai
Kam Traffic par Khud ki ads par jan bhuj kar kiya gya click ko Invalid Click Kaha jata hai.Bhut sare Aise Blogger hote hai jiske blog par traffic to nhi hoti hai,So wo kisi other logo o bol kar apni ads par click karwate rahte hai To ye sab ek invalid click hota hai.Invalid click ko rokna bhut he jaruri hota hai.Invalid click ki thori si bhi bhanak Google adsense ke team ko padhti hai to aapke adsense account ko 30 din ke liye ya usse adhik dino ke liye block kar deta hai.
Adsense Ads Par Invalid Click Ka Pata Kaise Kare
* Jab kabhi hamare blog par kaam traffic par had se jada ads click milte hai tab wo invalid click se hota hai.Agr aapke blog ki traffic se adhik ads par click milte hai to samjh lijiye wo invalid click activity ke karun hota hai.
* Agr aap Apne blog par google adsense ke alawa other kisi or Ads network ko apne blog par use kar rahe hai to aap usi turant hata de.Adsense bhut sare ads program ko apne site par allow nhi karta hai.
* Aap kabhi bhi khud ke ads par click nhi kare.Agr Aap soch rahe hai ki ham jo ads par click karte hai uske bare me adsense team ko kaise pata chalta hoga,To mai bata hu adsense hamare blog ke harek activity par nazar rakhta hai.
* Aap apne blog me adsense ke ads pass pass nhi lagaye.Ek Ads Se Dusri ads ke bich me thori duri hona bhut jaruri hai.Agr aap pass pass ads lagate hai to aapke ads par jada se jada click milte rahega ye sab invalid click hoti hai isse aapka account block ho sakta hai.
* Agr aako lage ki adsense par invalid click ho rahi hai to aap turat Adsense Contact from Me Adsense team ko report kare.Agr aap sahi time par adsense ko apne blog par ho rahe invalid click ke bare me nhi batate hai to aapka account block ho sakta hai so is bato ka dhayn jarur de.
Read More
Agr aapko meri post pasand aaye ho to is post ko plzz share jarur kare