Android Mobile Ki Screen Record Karne Ka Top 5 App


Hello dosto,Aaj mai apko Android Mobile ki screen ko record karne ke top 5 app ke bare me batayenge jisse aap apne mobile ki screen ko record kar sakte hai.Isse pahle maine apne post me  Android phone ki screen ko kaise record kare Iske bare me puri jankari diya tha.Aaj ke daur me sabhi log ke pass apna mobile phone hota hai.Kuch log to mobil phone se screen ka video bana kar youtube par upload karte hai,To Aise logo ko Screen record kaise karte hai iske bare me janna bhute he jaruri hota hai.
Android-Mobile-Screen-Record

Agar aap apne phone ki screen ko record karna chahte hai to Mai aapko best android app ke bare me bataunga jisse aap bhut h easy tarika se Screen record kar sakte hai.

Top 5 App Android Mobile Ki Screen Record Kare



Mai aapko jis app ke bare me batane wala hu wo bilkul free hai our iska istmal karna bhi bhut he easy hai.Aap Aram se android phone ki screen recording kar sakte hai.


Is app ka istmal kar aap sirf 3 min tak Android phone ka screen record kar sakte hai,Ye kafi choota app hai.Is app ka istmal karne ke liye aapko apna phone root karna hoga,Bina root kiye gye phone me ye app kam nhi karta hai.
Android-Mobile-Screen-Record




Ye bhut he accha screen recorder app hai isee aap unlimited screen record kar sakte hai.Aap is app me video recording ke sath sath audio record kar sakte hai.Unlimited Screen Recorder bina root phone me bhi work karta hai.
Android-Mobile-Screen-Record


Ye kafi accha recoder app hai,Isee aap  video recording ke sath audio ko bhi record kar sakte hai.Is app ko install karne ke bad aapke home screen par ek read colour ka record ka button show karga,Aapko uspar click karna hai jaisa he aap click karte hai 3 sec ke bad aapka video recoding start ho jayega.Stop karne ke liye aap stop par click kare.

Android-Mobile-Screen-Record


Read * Android Phone Se Wifi Password Kaise Pata Kare




Ye Android mobile ki screen ko record karne ke liye top app hai.Isee aap sreen record karne ke sath sath our bhi bhut sare kam kar sakte hai.Aap is app se Screen record karne ke sath sath screenshot le sakte hai.


Ye sabse accha screen record app hai mai bhi apne mobile ka screen ko record karne ke liye is app ka use karta hu.Aap is app me apne man pasand ke video size ko select kar apna video HD quailty me bana sakte hai.
Android-Mobile-Screen-Record

Is recorder me aap video screen record ke sath sath audiao ko bhi record kar sakte hai.Is app ko istall kar open akrne ke bad aapke screen par desktop ka option aayega aap uspar click karoge to start now ka option aayega uspar click karte he aap apne mobile ke home par pahuch jaoge,Iske bad aapke samne ke record ka option hoga aap us par click kar screen ka recording kar sakte hai.




To dosto ye kuch app hai jiski help se aap Aram se Android mobile ki screen ko record kar sakte hai.Agar aapko meri post pasand Aayi ho to hame comnet karke apna jawab jarur de.Aap is post me apne friend ke sath jarur share kare.

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form