Android Phone Ki Screen Kaise Record Kare Easy Guide


Dosto,Aaj ham aapko is post me Android Phone Ki Screen Kaise Record Kare Iske bare me batane wala hu.Android phone aaj ke jamane me sabhi logo ke pass hota hai.Android phone se ham kya kuch nhi kar sakte hai.Android phone bilkul computer ya laptop jaisa he kam karta hai.Agar aapke pass computer nhi hao to aap kuch had tak android mobile se apne kam kar sakte hai.Agar aap Android mobile ke screen record karna chahte hai to aap wo bhi bilkul kar sakte hai.Is Post Me Aap Acche Se Samjh Jayenge Andrid mobile ke screen kaise record kiya Jata Hai.

Android-phone-Ki-Screen-Kaise-Record-Kare

Android mobile ki ''screen  record'' karne ke liye aapko jaida kuch karne ki jarurt nhi hai Bas aapko apne mobile ke play stor se bas ek app ko download karna hai.Aapp ko jaida bada nhi hai only 2 mb ka hai isse aap apne mobile ki screen ka recording kar sakte hai.

Android Mobile Ka Screen Kaise Record Kare



To sabse pahle aap google play store se game Screen recorder name ka app ko download kare.

Step 1.Game record app ko download kare.

Step 2. App ko download hon ke bad ise install kar open kar le.

Steep 3. Ab aapko kuch aisa dikhega.

Android-phone-Ki-Screen-Kaise-Record-Kare
Mai aapko pahle iske kuch Jaruri setting ke bare me bata deta hu.

1. Sabse pahle setting par click kare.


Step 4. 
Android-phone-Ki-Screen-Kaise-Record-Kare
1. Resulution par click kar aap apne screen recording ka size ko kam jaida kar sakte hai.Yaha par aap ye deside kare ki aap apne Android phone ke screen ko kis quailty me record karna chahte hai.


* Computer Ki Screen Ko Kaise Record Kare



Step 5. Ab fir se wapas aap home par aajaye.
Android-phone-Ki-Screen-Kaise-Record-Kare
1. Desktop Par Click Kare.

2. Ab Start Now par click kare.

3. Ab aapke mobile screen par record ka option aaya hoga uspar click kare record hona shuru ho jayega,Our fir us par click karte he record stop ho jayega.



4. Record hone ke bad aap apne mobile ke file manager me jaye,Game screen recorder nam ka folder me aapke dwara record kiya gya video hoga. 



Is tarah aap bhut he Aram se screen record kar sakte hai.Agar aapko meri post me kahi kuch puchna hai to comment jarur kare.

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form