Computer Me Graphic Card Ki Property Kaise Pata kare Iske bare me ham aapko is post me batane wale hai.Sabhi computer or laptop me graphic card laga hua hota hai.Graphic card ki madad se ham apne computer me lage hardware ki jankari le sakte hai.Hamare computer me kon sa hardware laga hai ham check kar sakte hai.Graphic card ki puri propety ke bare me mai aapko is post me batane wala hu.
Graphic card Property ka pata kar ham apne computer me processor,harware,languange Isme directx kon sa hai etc ki jankari le sakte hai.Agar aapko apne systep ki full jankari chaliye to aapko grafhic card check kare.
Computer Me Grafhic Card Property Kaise Check Kare
Computer Me Grafhic Card Property Check Karne ke liye aap hamari step ko follow kare.
Step 1. Sabse pahle aap apne computer se keyword se widow + R button ko press kare.
Step 2. Ab aapke samne run box open hoga.
1. Ab box me dxdiag type kare.
2. Ok ki button ko press kare.
Step 3. Ok Button ko press karne ke bad aapko fir aapko ok button ko press kare.
Step 4.Ab aap ek window open hoga,Jisme aap apna graphic card ki puri property check kar sakte hai.
To dosto ab aap kisi bhi computer ya laptop me graphic card ki propety check kar sakte hai.Aga aapko meri post pasand aayi ho to hame comment karke jarur bataye.
Tags
Window