Computer Me Kisi Bhi Folder Ko My Computer Kaise Banaye


Aaj mai aapko computer ke ek aisa tricks batane ja raha hu jisse,Aap computer me kisi bhi folder ko my computer bana sakte hai.Aapne ab tak aisa koi bhi tricks nhi dekha hoga,Jisse computer ke folder ko my computer me change kar sakta hai.Aap sabhi log jante hai computer par my computer ek hota hai our uske jaisa dusra koi folder nhi hota hai.Par aap chahte hai ki mai apna computer par jitne folder hai use my computer me change kar sakta hu,To aap wo Aaram se change kar sakte hai.

computer me kisi bhi folder ko my computer banane ke liye aapko kisi bhi foftware ko download nhi karna hai.Aapko ai ek post me bas code ke bare me batane wala hu jisse aap kisi folder ke sath set kar folder ko my computer me convert kar sakte hai.

Computer Ke Kisi Bhi Folder Ko My Computer Me Change Kaise Kare



To dosto Folder ko my computer ki jaisa change karne ke liye aap hamari step ko follow kare.

Step 1. Sabse pahle aap apne computer par koi bhi folder bana le.

Step 2. Folder ko rename kare.Ab folder ke sath niche diya gya code add kare ok inter kare.
My Computer.{20D04FE0-3AEA-1069-A2D8-08002B30309d}

Step 3. Inter karne ke bad aapko fir se ok ki button ko press kare.



To Dosto Ab aap dekh sakte hai .Aapke computer ka folder my computer me change ho chuka hai.Agar aapko meri ye post acchi lagi to hame comment karke jarur bataye.

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form