Hello Friend,Aaj Mai Aapko Batane Wale Hu Android Phone Se Picture Ka Background Blur Kaise Kare.Mai Aapko Picart se Picture Editing Ke Bare Me Maine Apko Bhut sari Post Share Kiya Tha.Picture Ka Background Blur Karne Se Picture Ki Quailty Kafi Acchi Lagti Hai.Aap Bhut Sare HD Picture Ko Dekhe Honge Jiska Background Blur Kiya Hota Hai,Our Only Picture Ke Face par blur Nhi Hoti Hai To Is Type Ki Picture Dekhne Me Kafi Accha Lagta Hai.
Picture Ka Background Blur Karne Ke Bhut Sare Software Hai,But Mai Aapko Picsart Se Picture Ka Background Par Blur Kaise Kiya Jata Hai Iske Bare Me Batane Wale Hai.Picsart Picture Editing Ka Bhut He Accha Software Hai Jo Android Phone Me Use Kiya Jata Hai.Picsart Se Picture Kaise Edit Kiya Jata Hai Maine Iske Bare Me Allreay Bhut Sari Post Kar Chuka Hu.To Chaliye Dekhte Hai Android Phone Ki Picture Ka Background Blur Kaise Karte Hai.
Picsart Se Picture Ka Background Blur Kaise Kare
Android Phone Se Picture Ka Background Par Blur Karne Ke Liye Aapko Sabse Phle Apne Android Phone Me Picsart Ko Download Karna Hai,Maine Phle Bataya Hai Picsart Picture Editing Ka Sabse Best Software Hai.Step 1. Picsart Download Karne Ke Baad Ise Install Kar Open Kare.
Step 2. Picsart Ko Open Karne Ke Bad Picture Ko Picsart Me Open Kare Jis Picture Ka Background Ko Blur Karna Chahte Hai.
Step 3. Picture Open Karne Ke Bad Aapke Samne Kuch Is Traha Ka Option Aayega.
1. Yaha Aap Effects Ka Option Par Click Kare.
Step 2. Effect Par Click Karne Ke Bad Aapke Samne Bhut Sare Option Aayega.
1. Ab Blur par Click Kare.
2. Ab Aapke Samne Picture Ko Blur Karne Ke Bhut Sare Option Honge,Jisme Blur Ka Alag Alag Fram Hoga,Aap kisi Bhi Option Par Click Kare.
Step 3. Blur Par Click Karne Ke Bad Aapke Image Par Blur Aajyega.
1. Maine Blur Par Click Kiya Hai.
2. Ab Aap Ka Lavel Par Click Kar Aap Blur Ko Our Bhi Dark Kar Sakte Hai,Aap Yaha Jitna Jaida Blur Ke Lavel Ko High Karte Hai Aapke Image Par Blur Utna Dark Hoga.
3. Is Option Par Click Kar Aap Blur Ko Remove/Hata Sakte Hai.
4. Ab Hath Se Drag Kare,Ab Aap Apne Picture Ke Face Ko Drag Kar Clear Kare Jisse Image Ka Face Saf Saf Dikhe.
Step 4. Ab Jab Aapki Image Puri Tarah Compleat Ho Jaye To Ok ki Button Par Click Kar Image Ko Save Kare.
I Hope Dosto Aapko Meri Picsrat Picture Editing Ki Ye Post Kafi Pasand Aayi Hogi.Agar apko Meri Post Acchi Lagi Ho To Hame Comment Karke Jarur Bataye.Agar aapko Picture Editing Ko Lekar Kuch Bhi Problem Hai To Aap Hamse Comment Karke Jrur Puche,Our Is Post Ko Apne Dosto Ke Sath Share Kare.
Also Read
* Android Phone Se Picture Kaise Edit Kare- Picsart Tricks Hindi
* Android Phone Se Picture Ka Background Kaise Change Kare
* Fhoto Fhunia Se Online Picture Editing Kaise Karte Hai
* WonderShare Filmora Se Video Editing Kaise Kare
* Kisi Bhi Video Par Blur Kaise Kare