Computer Se Image Ka Size Kam Kaise Kare

Kya Aap Image Size Kam Karna Chahte Hai?Agar Han To Mai Aapko Is Post Me Computer Se Image Ka Size Kam Kaise Kare Iske Bare Me Batane Wala Hu.Image Size Kam Karne Ki Jarurat Sabhi Logo ko Padhti Hai.Agar Aap Kisi High Quailty Camera Se Apna Picture click Karte Hai To Usse Jo Image Ki Quailty Hoti Hai Wo 2-4 Mb Ki Ban Jati Hai.Agar Ham Is Photo Ko Lekar Kafi Upload Karna Chahte Hi To Wo Ham Nhi Kar Sakte Hai,Agar Hme Facebook Par Is Picture Ko Upload Karna Hai To Bina Image Size Kam Kare Ham Agar Ise Upload Karte Hai To Upload Hone Me Bhut Jaida Time Lagega.

Image-Size-Kam-Kaise-Kare

Jab Hame  Kabhi Online Kisi Kam Me Image Ko Upload Karna Hota Hai To Kam Jaida Kb/MB Ki Image Ko Upload Nhi Kar Sakte Hai.Online Kisi Bhi kam Me Only 100Kb Tak Ka Image Quailty Support Leta Hai,Agar Aise Me Aapko Image Upload Karna Ho To Aap Kya Karenge.Jaisa Ki Aap jante Ho Online Pen Card Aaply,School Collage Etc Ke Kam Me Ek Chota Sa Image Upload Karna Hota Hai,Jaida bada Image Upload Ham Nhi Kar Pate Hai.To Chaliye Dekhte Hai Image Size Kaise Kam Karte Hai.

Bina Kisi Software Ke  Image Size Kam Kaise Kare

 Image Ka Size Kam/Chota Karne Ke Bhut Sare Software Hai Jise Ham Apne Computer Me Install Kar Computer Ka Size Kam Kar Sakte Hai.Par Mai Aapko Yaha Kisi Software/Online Website Ke Bare Me Nhi Batane Wala Hu.Aap Bina Kisi Software Ke Image Ka Size Kam Kar Sakte Hai.

Image Ka Size Kam Karne Ke Liye Hame Image Ko Resize Karna Hoga,Matlv Image Ko Chota Karna Hoga.Mai Aapko Yaha Paint Jo Ki Sabhi Computer Ya laptop Me Hota Hai,Usse Image Ka Size Kaise Kam Karte Hai Iske Bare Me Batane Wala Hu.Paint Ka Istmal Lagbhag Sabhi Log Apne Computer Me Picture Editing Ke Liye Karte Hai.

Step 1. Sabse Phle Aap Jis Image Ka Size Kam Karna Chahte Hai Uspar Right Click Kare,Our Edit Par Click Kare.
Image-Size-Kam-Kaise-Kare
Step 2. Ab Aapke Samne Paint Ka Page Open Hoga.

.
Image-Size-Kam-Kaise-Kare
1. Resize Par Click Kare.

2. Ab Pixles Par  Click Kare.

3. Ab Yaha Aap Horizontal Ka Size Ko Kam Kare.Jaisa Ki Image Me Horizontal Ka Size 2880 Hai Aap Ise Kam Kar De.

4. Kam Karne Ke Bad Ok Ki Button Ko Press Kare.Ab Image Ko Save Kar De.

Read * Computer Se Picture Par Blur Kaise Kare

          * Android Phone Se Picture Ka Background Blur Kaise Kare

          * Android Phone Se Photo Ka Background Kaise Change Kare

          * Wondershare Filmora Se Video Editing Kaise Kare

          * Photo Fhunia Se Online Picture (Photo) Editing Kaise Karte Hai

          * Android Phone Me Video Ringtone Kaise Set Kare 

Ab Aap Dekh Sakte Hai Aapke Image Ka Size Phle Se Kafi Kam Ho Chuka Hai.Aapki Image Ki KB Bhi Kam Ho Chuka Hai,Ab Aap Aram Se Apna Photo Kahi Bhi Upload Kar Sakte Hai.

To Dosto Umeed Karta Hu Aapko Meri Post Jarur Pasand Aayi Hogi.Agar Aapko Meri Post Pasand Aaye To Hame Comment Karke Jarur Bataye.Agar Aapko Picture Editing Ko Lekar Koi Bhi Quction Ho To Aap Hamse Comment Kar Jarur Puche.

3 Comments

  1. apka image ko resize karne ka ye method kafi achha h lekin isse foto ki quality par bahut bada fark padta h sir but fir bhi ye ek quick or effective method h

    ReplyDelete
  2. विवेक जी, आपने अच्छा तरीका बताया. अगर आप यह भी बताते कि एक अच्छी फिट इमेज कितने pixel की होनी चाहिए या फिर ब्लॉग या फेसबुक के लिए किस साइज़ की इमेज ज्यादा बेहतर हैं तो ज्यादा ठीक होता.
    उम्मीद है आप अपनी पोस्ट में इसे भी जोड़ेंगे.

    ReplyDelete
  3. Thks For Visit My Blog. Acchi Image ka size kam se kam 1500*2000 pixel honi chaliye.Itna pixel ka image quailty kafi acchi hoti hai dikhne Me

    ReplyDelete
Previous Post Next Post

Contact Form