Jab Hame Kabhi Online Kisi Kam Me Image Ko Upload Karna Hota Hai To Kam Jaida Kb/MB Ki Image Ko Upload Nhi Kar Sakte Hai.Online Kisi Bhi kam Me Only 100Kb Tak Ka Image Quailty Support Leta Hai,Agar Aise Me Aapko Image Upload Karna Ho To Aap Kya Karenge.Jaisa Ki Aap jante Ho Online Pen Card Aaply,School Collage Etc Ke Kam Me Ek Chota Sa Image Upload Karna Hota Hai,Jaida bada Image Upload Ham Nhi Kar Pate Hai.To Chaliye Dekhte Hai Image Size Kaise Kam Karte Hai.
Bina Kisi Software Ke Image Size Kam Kaise Kare
Image
Ka Size Kam/Chota Karne Ke Bhut Sare Software Hai Jise Ham Apne
Computer Me Install Kar Computer Ka Size Kam Kar Sakte Hai.Par Mai Aapko
Yaha Kisi Software/Online Website Ke Bare Me Nhi Batane Wala Hu.Aap
Bina Kisi Software Ke Image Ka Size Kam Kar Sakte Hai.
Image Ka Size Kam Karne Ke Liye Hame Image Ko Resize Karna Hoga,Matlv Image Ko Chota Karna Hoga.Mai Aapko Yaha Paint Jo Ki Sabhi Computer Ya laptop Me Hota Hai,Usse Image Ka Size Kaise Kam Karte Hai Iske Bare Me Batane Wala Hu.Paint Ka Istmal Lagbhag Sabhi Log Apne Computer Me Picture Editing Ke Liye Karte Hai.

Step 2. Ab Aapke Samne Paint Ka Page Open Hoga.
.
1. Resize Par Click Kare.
2. Ab Pixles Par Click Kare.
3. Ab Yaha Aap Horizontal Ka Size Ko Kam Kare.Jaisa Ki Image Me Horizontal Ka Size 2880 Hai Aap Ise Kam Kar De.
4. Kam Karne Ke Bad Ok Ki Button Ko Press Kare.Ab Image Ko Save Kar De.
Read * Computer Se Picture Par Blur Kaise Kare.
1. Resize Par Click Kare.
2. Ab Pixles Par Click Kare.
3. Ab Yaha Aap Horizontal Ka Size Ko Kam Kare.Jaisa Ki Image Me Horizontal Ka Size 2880 Hai Aap Ise Kam Kar De.
4. Kam Karne Ke Bad Ok Ki Button Ko Press Kare.Ab Image Ko Save Kar De.
* Android Phone Se Picture Ka Background Blur Kaise Kare
* Android Phone Se Photo Ka Background Kaise Change Kare
* Wondershare Filmora Se Video Editing Kaise Kare
* Photo Fhunia Se Online Picture (Photo) Editing Kaise Karte Hai
* Android Phone Me Video Ringtone Kaise Set Kare
Ab Aap Dekh Sakte Hai Aapke Image Ka Size Phle Se Kafi Kam Ho Chuka Hai.Aapki Image Ki KB Bhi Kam Ho Chuka Hai,Ab Aap Aram Se Apna Photo Kahi Bhi Upload Kar Sakte Hai.
To Dosto Umeed Karta Hu Aapko Meri Post Jarur Pasand Aayi Hogi.Agar Aapko Meri Post Pasand Aaye To Hame Comment Karke Jarur Bataye.Agar Aapko Picture Editing Ko Lekar Koi Bhi Quction Ho To Aap Hamse Comment Kar Jarur Puche.
apka image ko resize karne ka ye method kafi achha h lekin isse foto ki quality par bahut bada fark padta h sir but fir bhi ye ek quick or effective method h
ReplyDeleteविवेक जी, आपने अच्छा तरीका बताया. अगर आप यह भी बताते कि एक अच्छी फिट इमेज कितने pixel की होनी चाहिए या फिर ब्लॉग या फेसबुक के लिए किस साइज़ की इमेज ज्यादा बेहतर हैं तो ज्यादा ठीक होता.
ReplyDeleteउम्मीद है आप अपनी पोस्ट में इसे भी जोड़ेंगे.
Thks For Visit My Blog. Acchi Image ka size kam se kam 1500*2000 pixel honi chaliye.Itna pixel ka image quailty kafi acchi hoti hai dikhne Me
ReplyDelete